Hi To All…
after a long time i`m sharing this
shayari…hope u like it ….
ishq mein log izhaar kiya karte hain
ishq mein log ikraar kiya karte hain
hum to bas kwabon mein tumhara deedar kiya karte hain
chaand to ab bhi nikalta hain ,chaandni ke saath
magar hum , ab uska nahi,
intezaar tumhara kiya karte hain
us chaand mein bhi jhalak tumhari dekha karte hain
ab tumko hain kehnaa
kiska hain yeh tumko intezaar MAIN HOON NAA!!!!!!!!
No comments:
Post a Comment